Ek Anjaan.....
Chalte chalte in raahon me....
Koi anjaan mil jaata hai....
Aur jeewan ke is kaarwaan mein....
Na jaane kab apna ho jaata hai....
Hum samajh bhi nahi paate....
Ki kab apna ye dil paraya ho jaata hai....
Aur dekhte hi dekhte hamara....
Jeena bhi kathin ho jaata hai....
Us anjaan ki aankhon ki kashish....
Hume uski or kheench leti hai....
Aur uske khayaalon ke aate hi....
Marna bhi dushwaar kar deti hai....
Aur uski kaatilana aankhen....
Dil ko taar taar kar deti hain....
Na chahte huye bhi wo hume....
Uske saath ka aadi kar deti hain....
Uske door jaate hi dil....
Dhak dhak yun karne lagta hai....
Magar dharti ki tadap ko....
Badal se achcha kaun samajhta hai....
Jaise baarish me aansuon ka deedar nahin hota....
Dil ke tootne par bhi waise hi shor nahin hota....
Aise hi chalte chalte in raahon mein....
Koi anjaan mil jaata hai....
Aur jeewan ke is kaarwaan mein....
Na jaane kab apna ho jaata hai....
Ki kab apna ye dil paraya ho jaata hai....
Aur dekhte hi dekhte hamara....
Jeena bhi kathin ho jaata hai....
Us anjaan ki aankhon ki kashish....
Hume uski or kheench leti hai....
Aur uske khayaalon ke aate hi....
Marna bhi dushwaar kar deti hai....
Aur uski kaatilana aankhen....
Dil ko taar taar kar deti hain....
Na chahte huye bhi wo hume....
Uske saath ka aadi kar deti hain....
Uske door jaate hi dil....
Dhak dhak yun karne lagta hai....
Magar dharti ki tadap ko....
Badal se achcha kaun samajhta hai....
Jaise baarish me aansuon ka deedar nahin hota....
Dil ke tootne par bhi waise hi shor nahin hota....
Aise hi chalte chalte in raahon mein....
Koi anjaan mil jaata hai....
Aur jeewan ke is kaarwaan mein....
Na jaane kab apna ho jaata hai....
No comments:
Post a Comment