Koi apna mujhse khafa hai.....
Sab sahi ja raha hai.....
Fir bhi kahin kuch gila hai.....
Bade samay baad to mujhko.....
Anjaana sa ek sukoon mila hai.....
Fir bhi ek gham hai.....
Kaaran koi galati ya fir wafa hai.....
Na jaane kyun lag raha hai aisa.....
Ki koi apna mujhse khafa hai.....
Patthar sa mera dil jo hai.....
Ek arse baad ye roya hai......
Hai to aaj bhi yahin par.....
Aisa lagta hai shayad kahin to ye khoya hai.....
Khuda ka ye zulm nahin mujhpar.....
Ye mera hi falsafa hai.....
Tabhi to aaj yun lag raha hai.....
Ki koi apna mujhse khafa hai.....
Wo noor nazar me aata hai......
Fir pal mein hi kho jaata hai.....
Ye aks uska , yaadon mein.....
Aakar-jaakar tadpaata hai.....
Khud se hi pooch raha hoon main.....
Ki kya hua ye pehli dafa hai.....
Na jaane kyunki lag raha hai ki.....
Koi apna mujhse khafa hai..........
Koi apna mujhse khafa hai..........
Kaaran koi galati ya fir wafa hai.....
Na jaane kyun lag raha hai aisa.....
Ki koi apna mujhse khafa hai.....
Patthar sa mera dil jo hai.....
Ek arse baad ye roya hai......
Hai to aaj bhi yahin par.....
Aisa lagta hai shayad kahin to ye khoya hai.....
Khuda ka ye zulm nahin mujhpar.....
Ye mera hi falsafa hai.....
Tabhi to aaj yun lag raha hai.....
Ki koi apna mujhse khafa hai.....
Wo noor nazar me aata hai......
Fir pal mein hi kho jaata hai.....
Ye aks uska , yaadon mein.....
Aakar-jaakar tadpaata hai.....
Khud se hi pooch raha hoon main.....
Ki kya hua ye pehli dafa hai.....
Na jaane kyunki lag raha hai ki.....
Koi apna mujhse khafa hai..........
Koi apna mujhse khafa hai..........
No comments:
Post a Comment