Wo masoom hansi.....
Dhundhli si ek tasveer ko main.....
Lafzon me likh raha hoon.....
Chaand ki parchaai me khade hokar......
Lo aaj fir ek kissa keh raha hoon.....
Nishchhal muskurahat ko kisi ki aankhon mein......
Lehron ke uchaal sa maine dekha hai.....
Sharmeela sa aatur sa bachpana maine.....
Uski matwali aankhon mein dekha hai.....
Aawaaz ki kashish to na jaane......
Kya kya gazab dhaati hogi......
Ki OYE HOYE sunte hi dil ko......
Wo masoom hansi yaad aati hogi.......
Ki har pal kisi ke khwaabon mein wo......
Haseen pal ban aati hogi......
Aur na chahte hue bhi wo use.....
Us pal ki sada yaad dilaati hogi.....
Ki ek nischhal muskurahat...
Khwaabon mein aa jaati hogi.......
Aur us pal ko wo apna banaakar.....
Dil me ghar kar jaati hogi.......
Wo maasoom hansi kya gazab dhaati hogi.......!!!!!

No comments:
Post a Comment