Ek Kori Kalpana....
Ek shayar ke taur par zindagi ko dekho...
To ye ek ghazal ya ek mehfil hai...
Ek aashiq ke nazariye se dekhein...
To ye jeewan jeene ki chahat hai...
Manzil ka thikana nahi aur ek fasana hai...
Sawaar hain ek kashti par jo hai bina patwaar ki...
Lehron se to khelte hain par manzil ka thikana nahi...
Sanwarte rehte hain par pyaar ki talaash hai...
Lehron ki manchali kashti par sawaar...
Neele aasmaan ke tale khud ko bikherte hue...
Jhoomte gaate masti me ,ohs ki chaadar odhe...
Hansta khelta chehra hi bas dikhta hai...
To ise baat ke saath bina kuch soche ye bolta hoon...
Ki ab ek salaam ke saath aapse vida leta hoon...
Aur fir milne ke vaade se...
Ab main yahan se chalta hoon...
Par na samajhna ise kabhi koi sapna...
ki meri zindagi hai ab bhi - " EK KORI KALPANA "....

No comments:
Post a Comment