Sehta Hai Dil Chup Rehta Hai Pyaar.....
Sahi aur galat ki ghat ti deewaar.....
Bharose ko pal me kar deti hai taar-taar.....
Dil ke har nagme ka waar.....
Sehta hai dil chup rehta hai pyaar.....
Jazbaat hamare to nain hi bayaan kar denge.....
Samay ke pannon ko kyun palatna.....
Jab aankhein hi jhoot nahi kehti.....
To is dil ko kyun tatolna.....
Dil khudgarz nahi hai.....
Dard nahi deta hai.....
Kyunki har koi ye nahi samajhta.....
Ki dil hi toh aashna hai.....
Dard is dil mein toh hai.....
Par na jaane hota kyun hai.....
Jab dard seh na sake.....
To pyaar karta kyun hai.....
Main to hu manmauji apni hi dhun me sawaar.....
Aashiq hoon main aur ek dildaar.....
Saha to bahut hai par kahunga yahi.....
Sehta hai dil, chup rehta hai pyaar.....
Raah thi galat par ab hai sahi.....
Badal gaya hoon main ya hu ab bhi wahi.....
Chhodo ye baatein aur suno mere yaar.....
Sehta hai dil, chup rehta hai pyaar.............

No comments:
Post a Comment